|

Hmm, apni yaadon ko chhod na jaana Apne vaadon ko tod na jaana Jaana main hoon
tera deewana, deewana Aashiq pehla puraana Apni yaadon ko chhod na jaana Apne vaadon ko tod na jaana Jaana main
hoon tera deewana, deewana Aashiq pehla puraana
Jaise tune toda mera dil, tera dil tootega - 2 Tere haathon se
bhi kisi ka daaman chhootega Yaad rakhna, o bekadar, bekhabar bewafa Mm hmm hmm hmm Hmm, saari rasmon ko chhod na
jaana Apni kasmon ko tod na jaana Jaana main hoon tera deewana, deewana Aashiq pehla puraana
Hmm, mere baad
ab kisko barbaad karegi Mere baad ab kisko barbaad karegi Meri tarah tu bhi ek din faryaad karegi Yaad rakhna, o
beadab, besamajh beimaan Mm hmm hmm hmm Haan, aise apnon ko chhod na jaana Mere sapnon ko tod na jaana Jaana main
hoon tera deewana, deewana Aashiq pehla puraana Apni yaadon ko chhod na jaana Apne vaadon ko tod no jaana Jaana
main hoon tera deewana, deewana Aashiq pehla puraana
|